Is Duniya Mein

Is Duniya Mein Hum Apni Pehchan Dunda Karte Hain,
Apni Galio Mein Hum Apna Makan Dunda Karte Hain,

Tute Huye Tinke Ki Tarh Bikhari Hai Zindagi,
Aaj Hum Apne Labo Per Muskaan Dunda Karte Hain,

Hmare Man Me Ek Kasak Si Utha Karti Hai,
Jab Apne Har dard Me Hum Apne Armaan Dunda Karte Hain,



Manzil Ke Talash Main Raasto Pe Bhatake Hain,
Raaste Ko Manzil Samjhnaa Hum Ne Sikhaa Hai..

Khushi Kii Talash Mei Ghamgeen Hone Se Behtar..
Ghum Me Se Khushi DhundhNaa Hum Ne Sikha Hai..

Khud Ko Jala Kar Dusro Ko Rasta Dikha Naa..
Hum Ne Ye Andaz Jalti Shamaa Se Sikha Hai

Is Mushkil Safar Main Aate Hain Swaal Kai,
“Zindagani” Tere Har Swaal Pe Muskurana Sikha Hai .



Shayad Khatam Ho Chuke Hai Mere Ehsaas,
Kuch Aur Ab Kaha Nahi Jayenga humse

Shayad Tuut Gaye Hai Wo Sab Mere Khawab,
Koi Aur Khawab Dekha Nahi Jayenga humse

Dard Mile itnay k saha nahi nahi jata,
AB is safar pe Ab Aur Chala Nahi Jayenga mujhsese

Milay hain ITne Ankho Me Aansu,
Ab Zindgi Me Muskuraya Nahi Jayenga mujhse

Ek Silsila Mere Or Dard Ke Beech Hota Raha
Dard Hudd Ki Aakhiri Hudd Tak Hota Raha,

Main Muskurati Rahi, Dard Rota Raha
Dard Hudd Ki Hudd Tak Hota Raha,

Baat Bhee Ye Ajeeb Hi Hai,
Dard Ke Sir Per Saleeb Si Hai

Zindgi Se Kya Maangiye Janaab
Zindgi Bhee To Gareeb Si Hai,

Issliye Mere Or Zindgi Ke Beech Samjhota Raha
Dard Hudd Ki Hudd Tak Hota Raha

Main Muskurati Rahi,Dard Rota Raha

in reference to:

"Is Duniya Mein Hum Apni Pehchan Dunda Karte Hain,Apni Galio Mein Hum Apna Makan Dunda Karte Hain, Tute Huye Tinke Ki Tarh Bikhari Hai Zindagi,Aaj Hum Apne Labo Per Muskaan Dunda Karte Hain, Hmare Man Me Ek Kasak Si Utha Karti Hai,Jab Apne Har dard Me Hum Apne Armaan Dunda Karte Hain,   Manzil Ke Talash Main Raasto Pe Bhatake Hain,Raaste Ko Manzil Samjhnaa Hum Ne Sikhaa Hai.. Khushi Kii Talash Mei Ghamgeen Hone Se Behtar..Ghum Me Se Khushi DhundhNaa Hum Ne Sikha Hai.. Khud Ko Jala Kar Dusro Ko Rasta Dikha Naa..Hum Ne Ye Andaz Jalti Shamaa Se Sikha Hai Is Mushkil Safar Main Aate Hain Swaal Kai,“Zindagani” Tere Har Swaal Pe Muskurana Sikha Hai .     Shayad Khatam Ho Chuke Hai Mere Ehsaas,Kuch Aur Ab Kaha Nahi Jayenga humse Shayad Tuut Gaye Hai Wo Sab Mere Khawab,Koi Aur Khawab Dekha Nahi Jayenga humse Dard  Mile itnay k saha nahi nahi jata,AB  is safar pe Ab Aur Chala Nahi Jayenga mujhsese Milay hain ITne Ankho Me Aansu,Ab Zindgi Me Muskuraya Nahi Jayenga mujhse Ek Silsila Mere Or Dard Ke Beech Hota RahaDard Hudd Ki Aakhiri Hudd Tak Hota Raha, Main Muskurati Rahi, Dard Rota RahaDard Hudd Ki Hudd Tak Hota Raha, Baat Bhee Ye Ajeeb Hi Hai,Dard Ke Sir Per Saleeb Si Hai Zindgi Se Kya Maangiye JanaabZindgi Bhee To Gareeb Si Hai, Issliye Mere Or Zindgi Ke Beech Samjhota RahaDard Hudd Ki Hudd Tak Hota Raha Main Muskurati Rahi,Dard Rota Raha"
- [RUKHSANA] Re: ~*~*~DARD~*~*~ - Inbox - Yahoo! Mail India (view on Google Sidewiki)

No comments:

Powered by Blogger.